Jane kab aa jaye waqt is duniya se ruksat hone ka,
bas tab tak apka saath mangta hun..!!
k nikal rahi ho jaan mere jism se,
bas us waqt tak apka saath chahta hun..!!
haal-e-jindagi ko main karun bayaan kaise,
lagta hai k has pehlu arth-heen ho gya ho jaise..!!
koi hai jo mere jeevan mein ujala sa kiye ja raha hai,
milegi manjil ek din, aisi umeed si bandha raha hai..!!
ay dil jara gaur to kar? kya hai tu unke kabil,
jinhe paane ki tu chaah rakhta hai..!!
kya farak padhta hai isse,
k tu unhe kitna chaaha karta hai..!!
Chaahna hi sab kuch to nahi,
Kabiliyat hona bhi bahut eham hota hai..!!
kya farak padhta hai isse,
k agar unse bichad k tu rota hai..!!
ya to keh de unse, k reh nahi sakta pal-bhar bhi unke bina!!
ya bin kuch kahe, saane lena tu chodh de..!!
keh de dil se, k dhadakna tu chodh de..!!
batla de ankho ko, k kuch aur dekhne ki chaah ab baki nahi hai..!!
kab chodh dunga saath jindagi ka kuch yakeen nahi hai...!!
adhuri hai tujhbin ye jindagi..!!
ye adhurapan ek pal k liye bhi kabool nahi hai..!!
jo main ho na saka tera, to ho jaun kisi aur ka, ho nahi sakta..!!
mar jaunga lamhe judai mein, ya waqt thoda lagega keh nahi sakta..!!
shayad anjaane mein tujhe dukh bhi diye honge maine,
maafi ka apni tu mujhe hakdaar bna de!!
kiya jo waada maine, to jaan deke bhi nibhaunga..!!
bahe to mere karan teri ankho se ansu,
badle mein katray apne khoon k bhaunga..!!
Bewafa hain hum, aisa kabhi na samajhiyega,
wafaon pe hamari kabhi shaq na kijiyega..!!
jo kabhi dena chaahein humein saja,
to sja-e-maut bhi humein manjoor hogi!
par saja judai ki kabhi na dijiyega..!
apki mohabbat k sahare hai hamari jindagi,
door jaane ki humse kabhi na sochiyega..!!
door jaane ki humse kabhi na sochiyega..!!
Ye adhuri adhuri si jindagi ka kya phaida,
Koi khud na aye paas, to reh k door ansu bhane ka kya phaida,
hum to chal dainge chod k teri duniya,
baad hamare bahaye ansu to kya pahida...
|