| Submit Now Your SMS |
|
|
|
Jab mujhe...
Jab mujhe pyaar se pyaar tha to mujhe tumse pyaar tha ab jab mujhe pyaar se pyaar hi nahin to mujhe tumse pyaar kaise hoga.
|
kya hoga
zindgi me yado ke ehsas rehne dijiye dilo me surur or hontho pe mithas rehne diyie
yhi zindgi jine ka andaz h
na rahiye udas na kisi ko udas rehne dijiye .
good nyt
|
how are you
excellent mind pyara sa chehra mithi c awaj masoom sa dil swt c muskan prfct prsonlity khushmijaj andaz ye to huyi meri baat or btao kaise ho app
good morning
|
dua
dua jub k dehty hain hum dusmanoon ko
kuin tery liye baddua hum karin gay
kami nafratoon main na aay tumary kabi
bas yahi KUDA sy dua hum karin gay
|
love
Zindagi ki bhi koi khuwahish nahi
Tum nahi the to Zindagi main kuch kami thi
Ab hoker bhi tum mere nahi
Sab kuch paas hai magar
Ek tu hi to mere paas nahi
Hazaron ne hamain Chaha lekin
Ek tujh hi ko hamari Chahat nahi
Hum tere beghair bhi Jeene ki koshish karenge
Kyun ki ab hamain kisi aur ki zaroorat nahi
|
bicharene kii baad
Baton baton main bicharrney ka ishara karkay ,
khud bhi roya wo bohat hum se kinara karkay ,
sochta rehta hoon tanhai main anjam-e-khuloos ,
phir usi jurm-e-muhabbat ko dobara karkay ,
jagmag ki hain terey shehr ki galiyan main ne ,
apney her ashk ko palkon pe sitara karkay ,
dekh laytay hain chalo hosla apne dil ka ,
or kuch roz terey sath guzara karkay ,
aik hi shehr main rehna hai magar milna nahi ,
dekhtay hain ye azi'att bhi gawara karkay
|
CHAHAT
Hasrat thi k koi toot kar chahta humy,magar hum khud he toot kar bhikhar gaye kisi ki chahat may.
|
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta
bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta
baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki
ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta
aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka
wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta
shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai
jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta
mujhse kehta hai, "main to mar jaunga tumhare bina"
main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta..
|
WOH JATE HUA KEYH
WOH JATE HUA KEYH GAYE HAM SE K AB HAM SRF AAP K KHWAAB HI ME AAYENGE
KOI KEH DE UN SE K WO WADA TO KAREIN
HAM HAMESHA K LIYE SOO JAYENGE
|
ZEHAN ME TERI YAADON
ZEHAN ME TERI YAADON K SIWA KUCH BI NAHI
DIL ME GUZRI BAATON KI SIWA KUCH BI NAHI
TU JAHAN BI RAHE SADA KHUSH RAHE
MERE LUB PER DUAON K SIWA KUCH BI NHAI
|
zamaney see nahee ham
zamaney see nahee ham tanhayee see dartee hay' pyaar see nahee hum roosvayee see dartee hay'milnee koo dil bahoot chahtha hay leeken' milnee kee bad ham teere judayee see dartee hay
|
zindagi kisi ki amanat
zindagi kisi ki amanat nahin hoti,amanat mai kabi khayanat nahi hoti,
hum se dosti zara sambhal kar karna,kyun k hamari dosti mai kabhi zamanat nahi hoti.
|
Har Sawal Se Dat Kar Ladna
Har Sawal Se Dat Kar Ladna, Fekne Me Kami Mat Karna, Mouka Mila To Peche
Bhi Dekhna, Aur Ek Baath Yaad Rakhna, Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
|
Candle bujha dena
Baniye ki biwi beemar thi:
Light na hone ki wajah se baniye ne candle jaladi aur bola
Doctor ko bulane ja raha hu,agar tumhein aisa lage ki tum nahin bachogi to pleasw yeh candle bujha dena.
|
call nahi to miss call he kiya karo
bhool se kabhi hume bhi yaad kiya karo..
pyar nahi to shikayat kiya karo..
itne bhi gair na samjho ki baat na karo..
call nahi to miss call he kiya karo..
|
Dosti se badi koi Jageer nahi hoti
Dosti se badi koi Jageer nahi hoti, Is se achi koi tasveer nahi hoti, Nazuk Pyar ka dhaga hai, Phir bhi, Is se pakki koi zanjeer nahi hoti.
|
bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte
bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte. jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte. agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare. peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte
|
toota hua dil kisi ke kam nahin aata
toote hue paimane mein kabhi jaam nahi aata
ishq ke mariz ko kabhi aaram nahi ataa
kabhi to socha hota e dil todnewale
toota hua dil kisi ke kam nahin aata
|
BREAKING NEWS..~Bazar-e-Hussun
BREAKING NEWS..~Bazar-e-Hussun MeinAag lag gayee, Raat gaye Fire Brigade Ka
ammlay ne Aag per qabooo pa liya,Magar ammlay per qabooo abhi tak nahi paya ja
saka.........!!!!!
|
Maine Kaha Dil-Ruba- Usne kaha Paise Dikha
Maine Kaha Dil-Ruba- Usne kaha Paise Dikha. Maine Kaha-Paise Nahi Usne kaha Kaise Nahi Maine Kaha Mehangayi Hai.. Usne Kaha-Ja Tu mera Bhai Hai...
|
|