| Submit Now Your SMS |
|
|
|
Urdu sms
|
|
Total:
242 | Displaying: 161 - 180 | Pages: << 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 >> |
|
|
kia kahoon
kia kahoon tujhe mein ..
khuwab kahon to toot jayega..
dil kahoon to pighal jayega..
chal tera naam zindagi rakh doon..
mout tak to tera saath mil jayga.
03009294762 Updated: 25/10/2006 |
*Ankhoo main Khushi...
*Ankhoo main Khushi Laboo par hansi J
Gham L ka kahein naam na ho
Ap ko Jahan ki saari khushyaan milein
Inn khushyoo ki kabhi shaam na ho
Ameen (`0`)
Updated: 24/10/2006 |
Jab Jab gheray Badal chaay...
Jab Jab gheray Badal chaay , Teri yaad aai , Jab Jhoom k barsa Sawan Teri yaad aai , Ab raha nahi jata Chattri lota day bahi! Updated: 24/10/2006 |
Dil main ajeeb sa shor...
Dil main ajeeb sa shor ho raha hai , Bin sms Dil bhoat bore ho raha hai , kahein aasa tu nahi eik pyaara sa dost muje say dore ho raha hai…>?<… Updated: 24/10/2006 |
Patta kinna miss keeta tenu???
(.”) pata kinna
<((> miss keeta
./ \. tenu???
INNA
,,------(“.)------,,
))
./ \.
Updated: 24/10/2006 |
Ap agar PAGAL ho tu...
Ap agar PAGAL ho tu sms parhtay hi miss call kijyay ga , Stupid ho tu sms kijyay ga , BEWAQOOF ho tu call kijay ga , Ore aga teeno ho tu chup rahiyay ga. Updated: 24/10/2006 |
Qadam Qadam Per Hawaon se Rabta Rakhna
Qadam Qadam Per Hawaon se Rabta Rakhna,
Khizan Ki rut may Baharon Se Rabta Rakhna,
Hamari Yad ki Khushbo zroor Aye Gi Tumain,
Apnay Dil ka Dreecha zara Khula Rakhna.
Ali
03337663438 Updated: 21/10/2006 |
Hamari Kabar ki Matti Roz Churata Hai Koi
Hamari Kabar ki Matti Roz Churata Hai Koi
Har Dam Har Pal yad Ata hai Koi,
Ay Allah do lamhay k lie sansain de day,
Roz meri Kabar se uddas jata hai
Koi.......................
Ali
03337663438
Updated: 21/10/2006 |
Tum jise naseeb ho, yah uska naseeb hoga
Tum jise naseeb ho, yah uska naseeb hoga,
Mere naseeb me teri yade hi sahi,
Tu na sahi teri di hui yah yadden hi sahi.
Teri yado me, yah sari jindagi gujar jayegi,
Inka koi dar nahin kayunki yah sirf meri hain,
aur yah wada hain yah na kabhi teri tarah jayegi.
ALi
03337663438 Updated: 21/10/2006 |
Banane me mazaa hain wo kaar-khaane jaante hain
Banane me mazaa hain wo kaar-khaane jaante hain
Pilane me jo mazaa hain wo may-khaane jaante hain
Jalne me jo mazaa hain wo parwaane jaante hain
Arre yaaro..
pyar me jo mazaa hai wo deewaane jaante hain...
Ali
03337663438
4)
Updated: 21/10/2006 |
Pathar bana dia muje rone nahin diya
Pathar bana dia muje rone nahin diya
damaan bhi tere gham ne bighone nahin diya
tanhaiyan tumhara pata poochhti rahe
shaab bhar tumhari yaad ne sone nahin diya
ankhon me aakar beth gayi annsoon ki lehar
palkon pe koi khwaab pe rone nahin diya
dil ko tumhare naam ke ansoo aziz the
duniya ka dard dil me samone nahin diya
Nasir yoon uski yaad chali haath thaam ke
mele me is jahan ko khone nahin diya
Ali
03337663438 Updated: 21/10/2006 |
Main talashtaa hu apne yaar ko
Main talashtaa hu apne yaar ko…
Kahi to hoga, koi to hoga…
Jo pukarta hoga mere naam ko...
In waadiyo se puchta hu...
Uske ghar ka pataa...
Koi to hai is jahaan me...
Jo mujhe bhi dhoondhta hoga apni yaadon me.
Main talashtaa hu apne pyaar ko…
Main talashtaa hu apne yaar ko…
Koi to hai jo karta hoga mera intezaar…
Koi to hai jo hoga bekaraar…
Koi to hai jo samajhta hoga yeh khaamoshiya
Jiska dil bhi dhadakta hoga mere dil ke saath
Main talashtaa hu apne pyaar ko…
Main talashtaa hu apne yaar ko…
Wo manzil bhi mujhe pukaarti hogi…
Wo raaste bhi muje dekhte honge…
Koi to hai, jinki baahon ko
Hoga sirf mera intezaar
Main talashtaa hu apne pyaar ko…
Main talashtaa hu apne yaar ko…
Ali
03337663438 Updated: 21/10/2006 |
Meri Yad
Hamari Kabar ki Matti Roz Churata Hai Koi,
Har Dam Har Pal yad Ata hai Koi,
Ay Allah do lamhay k lie sansain de day,
Roz meri Kabar se uddas jata hai.
waseem akram
0300-6218619
waseem_vti_grt@yahoo.com Updated: 20/10/2006 |
muj se ziyada agar koi tumhe chahe tuo
muj se ziyada agar koi tumhe chahe tuo
mere hantho se apna hath chura lena
mere sajdon se apna ser utha lena
tor dena pyar ki zangiren
mita lena apne hatho se lakiein
meri aankho se apna khawab
khawabon se meri tasveerain
magar agar muj se ziyada koi tum he chahe
ALi
03337663438 Updated: 18/10/2006 |
kash main tere hansi hath ka kangan hota
kash main tere hansi hath ka kangan hota
tuo bare pyar se chao se bare maan k sath
apni nazuk si kalai main charhati muj ko
or betabi se furkaat k khiza lamho main
tu kisi soch main dubi jo ghumati mujkho
main tere hath ki khushbo se dehekh sa jata
jab bhi kabhi mod main tu muje ko chuma karti
main tere honton ki hiddat se dehek sa jata
kuch nahi tu ye benaam sa bandhan hota
kash main ter hansi hath ka kangan hota
ALi
0337663438 Updated: 18/10/2006 |
Qadam Qadam Per Hawaon se Rabta Rakhna
Qadam Qadam Per Hawaon se Rabta Rakhna,
Khizan Ki rut may Baharon Se Rabta Rakhna,
Hamari Yad ki Khushbo zroor Aye Gi Tumain,
Apnay Dil ka Dreecha zara Khula Rakhna.
waseem akram 0300-6218619 Updated: 18/10/2006 |
Meri Yad
Hamari Kabar ki Matti Roz Churata Hai Koi
Har Dam Har Pal yad Ata hai Koi,
Ay Allah do lamhay k lie sansain de day,
Roz meri Kabar se uddas jata hai Koi..........................******** (waseem akram Nadra Office 0300-6218619) Updated: 18/10/2006 |
duwaooN ki bheer meN aik duwa hamari hogi
duwaooN ki bheer meN aik duwa hamari hogi...
jis meN manghi hum ny har khushi tumari ho ghi .....
jab bhi koi kushi mily tumhy koi.....
samaj duwa jo kabool hui hamari ho gi
Updated: 17/10/2006 |
Dastak Teta Hu
Dastak Diya Kisi Ne,
Kaha Sapne Laya Hu,
Inbox Chota Na Pad Jaye,
Itni Duae Laya Hu,
Naam Hai Mera SMS,
Aapko MISS U Kahne Aya Hu. Updated: 17/10/2006 |
nazar ka teer
nazr ka teer zigar mein rahane do to accha hai,nazr ka teer zigar mein rahane do to accha hai.yeh ghar kee bat hai ghar mei hi rahane do to accha hai -navneet Updated: 17/10/2006 |
|
Urdu sms
|
|
Total:
242 | Displaying: 161 - 180 | Pages: << 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 >> |
|
|