| Submit Now Your SMS |
|
|
Lovely friendship urdu sms
|
|
Total:
32 | Displaying: 1 - 20 | Pages: 1 2 >> |
|
|
ISS PATHAR KI DUNIYA MEIN AKSAR DIL TUTH JAYA KARTE HAI
ISS PATHAR KI DUNIYA MEIN AKSAR DIL TUTH JAYA KARTE HAI
AANKHEN BHI SAMBHAL KAR BANDH KARNA MERE DOST
PALKO KE BICH BHI SAPNE TOOTHS JAYA KARTE HAI.
|
dosti ka vaada
Socha tha na karenge kisi se dosti,
na karenge kisi se vaada,
par kya kare dost mila itna pyara ki karna pada dosti ka vaada
|
DOST KI JUDAI KA GAM NA KARNA
DOST KI JUDAI KA GAM NA KARNA,
DUR RAHKAR BHI YAAD KAM MAT KARNA,
AGAR HUM MILE ZINDAGI KE KISI BHI MOD PAR,
HUME DEKHKAR AAKHE BAND MAT KARNA
|
DIL KA DARD DIL TODNEWALA KYA JAANE
DIL KA DARD DIL TODNEWALA KYA JAANE,
PYAR KA RIWAZ DAGABAZ ZAMANA KYA JAANE,
KITNI HOTI HAI TAKLIF KABR ME,
YEH UPAR FUL RAKH NEWALA KYA JAANE.....
|
Wo Rohy TO hum se b muskrya na jai
Koi Dost aisa Banya Jai,Jis Ke Bin Muskrya na Jai,Us ka Or mera Rishta hi Kuch aisa Ager Wo Rohy TO hum se b muskrya na jai,,!
|
asiy "FARHAD"ney seny se lagaye pather
Phool Chaiya thy mager Hath Main ayeya Pather.Main tere yaad ko yoon dil main liya pirtha hoon, Jasiy "FARHAD"ney seny se lagaye pather..!
|
Milty Rahe to Zinda Rahien Gain
Aksar Logo ko kehty Suna tha, "ZINDA" rahe to phir milain gain.Lakin app ko milny k baad Dil Mehsos kiya tha." Milty Rahe to Zinda Rahien Gain"
|
tum say chahat to na thee
tum say chahat to na thee
tum bin rahat to na thee
aik pal ki b muskurahat b na thee
jab tum hamaray pass na thee
|
Humme ek bewaffa ki yaad aati hai
Waffa ka naam mat lo yaaro Waffa dil ko dukhati hai Waffa ka naam lene
se Humme ek bewaffa ki yaad aati hai
|
to sada zindagi ka safar chalta rahay ga
teray bina dil kaisay lagay ga
jab dil hi teray pas rahay ga
pyar jab tak hamara rahay ga
to sada zindagi ka safar chalta rahay ga
|
Ek anjani si dosti ne jeena sikha diya
Ek anjani si dosti ne jeena sikha diya,
Roti aankhon ko meri jeena sikha diya,
Khud se bhi hum bekhabar hote ja rahe hein,
Inayat hai unki ke humein pyaar karna sikha diya.
|
Aankhon mein neend hai or rona nahi chatay
Aap ko paa kar ab khona nahi chatay,
Itna khush ho kar ab rona nahi chatay,
Yeh aalam hai meri or aap ki judai ka,
Aankhon mein neend hai or rona nahi chatay
|
ab tum se kya chupana yaar tum hi toh daulat ho hamari
daulat hai mujhe zindagi se pyaari,daulat ke liye kar du kurbaan yari,
daulat ke liye tod du dosti tumhari, ab tum se kya chupana yaar tum hi toh daulat ho hamari.
|
hindi sms
Tu yaad kar ya na kar, tere yad karne ka koi gam nahi, tere na yad karne ki aada, tere yaad karne se kam nahin Updated: 25/02/2007 |
cute
Phoolon ki har kali khushboo dey aap ko
Suraj ki har kiran roshni dey aap ko
Hum tou kuch deny kay qabil nahi
Deny wala her khushi dey aap ko.
Updated: 15/02/2007 |
aazaiesh
tere khayal se daman bacha k dekha hai.dil -o-nazar ko bohat aazmaa k dekha hai.nishaat-e-jaan ki qasam tu nahi to kuch bhi nahi.bohat dino hum ne tuje bhola k dekha hai Updated: 04/02/2007 |
Dosti......
Phool aisa ho jo baagh ko khushbo say bhar dhay. Humsafar aisa ho jo andheron ko roshan karday. dost aisa ho jo Zindagi ko Khush or mobile ko SMS say bhar dhay. Updated: 10/01/2007 |
mein pucheya rab nu
main pucheya rub nu tu jag pyaar da vairi kyun bana chadya rab hasseya te boleya: tu kehra mere nall changi kiti hai . Tu v taan yaar nu rab bana chadeya. Updated: 07/01/2007 |
Dillagi
Dillagi dosto ke naam hoti hai
Dilldari dosto ki shaan hoti hai
Kahi bhi raho par rahoge dil me mere
Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai Updated: 18/12/2006 |
Kiya Tumhain Main Kabhi
Kiya Tumhain Main Kabhi
To kiya tumhain, main kabhi yaad hi nahi aaye?
Kisi gulaab ki khushboo kay bikharnay par bhi
Zara say aab kay aankhon main utarnay par bhi
Kitaab uthatay huay, Geet koyi gaatay huay
Sanwar ke der talak aa-eenay ko taktay huay!
To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaye?
Subha ko uthtay huay, shaam ko teheltay huay
Neend naa aaye agar karwatain badaltay huay
Kabhi yoonhi kisi makhsoos dhun ko suntay huay
Faarigh oqaat main koyi kitaab parhtay huay!
To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya?
Barastay abr main chhat par kabhi kharay hokar
Kisi kay rooth kay jaanay pay chirchiray hokar
Kisi saheli say bus yoonhi baat kartay huay
Kisi khayal main bethay se uth ke chaltay huay
Kisi bhi raat ko uth kar yoonhi tehltay huay!
To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya?
Akelay yoonhi kabhi apni dhun main chlatay huay
Kisi ki saalgira par yoonhi beheltay huay
Kisi oonchayi pe tanha sambhal ke chartay huay
Utartay chaand ka mojon main aks partay huay!
To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaye?
Kisi gulaab ko tehni se torr kar bhi nahi
Kisi darakht ke saaye main beth kar bhi nahi
Apnay darwazay pe dastak koyi sunkar bhi nahi
Kisi dareecha-e-makaan se jhaank kar bhi nahi?
Apni Kitab main koi naam dekh kar bhi nahi?
Yaad-e-Maazi main kaheen door doob kar bhi nahi
Kisi bhi shakhs ko khamosh dekh kar bhi nahi
Kisi bhi aankh ko num dekh kar bhi nahi
Kahin lafzon main koi A dekh kar bhi nahi
Azaan hotay hi duao main bhi nahi?
To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaye? Updated: 01/12/2006 |
|
Lovely friendship urdu sms
|
|
Total:
32 | Displaying: 1 - 20 | Pages: 1 2 >> |
|
|