| Submit Now Your SMS |
|
|
Urdu Shairy sms
|
|
Total:
117 | Displaying: 101 - 117 | Pages: << 1 2 3 4 5 6 |
|
|
khud ko mitaya hum ne Send This SMS Free on Mobile
tumhare ishq mein soucha diya jalayn hum,
per uss diye ki jagga dil ko jalaya hum ne,
tumhein nafrat hai itni kiyu batao to zara humko,
mohabbat mein tumhari khud ko mitaya hum ne.....! Updated: 23/12/2006 |
hum kahaan app ko baar baar milain gay Send This SMS Free on Mobile
iss duniyaa ki bheed main boohat say
iss duniyaa ki bheed main boohat say yaar milain gay
hum kia hum say bhi achay hazaar milain gay
inn achoo ki bheed main humay bhula na daina
hum kahaan app ko baar baar milain gay Updated: 23/12/2006 |
Aaj phir Rooth jaaney ko Dil chahta hey Send This SMS Free on Mobile
Aaj Unsey Milney ko Dil Chahta hey
Paas Beth kar baat karney ko Dil Chahta hey
itna Haseen hey un k Manaaney k andaaz
Aaj phir Rooth jaaney ko Dil chahta hey Updated: 23/12/2006 |
Aaj phir Rooth jaaney ko Dil chahta hey Send This SMS Free on Mobile
Aaj Unsey Milney ko Dil Chahta hey
Paas Beth kar baat karney ko Dil Chahta hey
itna Haseen hey un k Manaaney k andaaz
Aaj phir Rooth jaaney ko Dil chahta hey Updated: 23/12/2006 |
Mohabbat Chahat Wafa kuch bhi nahi Send This SMS Free on Mobile
Mohabbat Chahat Wafa kuch bhi nahi,
Zindagi ghum k siwa kuch bhi nahi
Tumharey paas mere siwa sab kuch hey
Mere paas tumharey siwa kuch bhi nahi Updated: 23/12/2006 |
khuch meethy pal yaad aty hein Send This SMS Free on Mobile
khuch meethy pal yaad aty hein,palkon pe aansu chhor jaty hien. Kal koi oor milay to hamain na bulana , dosti k rishty zindagi bar kaam aaty hien Updated: 23/12/2006 |
apane haatho.n kii lakiiro.n me.n basaale mujhako Send This SMS Free on Mobile
apane haatho.n kii lakiiro.n me.n basaale mujhako
mai.n huu.N teraa nasiib apanaa banaa le mujhako
mujhase tuu puuchhane aayaa hai vafaa ke maanii
ye terii sadaadilii maar na Daale mujhako Updated: 23/12/2006 |
kis naam se ai dost pukaaraa jaye Send This SMS Free on Mobile
shaam ke saa.Nvale chehare ko nikhaaraa jaaye
kyo.n na saagar se ko_ii chaa.Nd ubhaaraa jaaye
raas aayaa nahii.n taskii.n kaa saahil ko_ii
phir mujhe pyaas ke dariyaa me.n utaaraa jaaye
meharabaa.N terii nazar, terii adaaye.n qaatil
tujhako kis naam se ai dost pukaaraa jaye Updated: 23/12/2006 |
Beghay beghay mosmoon ki ankh ka ansoo Send This SMS Free on Mobile
Beghay beghay mosmoon ki ankh ka ansoo ho tum
Pehli pehli barishon main miti ki kushboo ho tum
Gaon main tum chaoon thanday pair ki tamseel ho
Gahree Gahree roshni main sham ka pahlo ho tum
Hijraton kay dor main ho wapsi ki arzoo
wapsi ki arzoo main shoq-e-bayqaboo ho tum
Tum prindon ki duaoon main bashrat khair ki
yah sakot-e-sham main ik roshni harso ho tum
Sahmi sahmi arzoo ko bay khatar tum nay kaha
Tahray tahray badlon main baq-e-khanda ro ho tum Updated: 19/12/2006 |
Beghay beghay mosmoon ki ankh ka ansoo Send This SMS Free on Mobile
Beghay beghay mosmoon ki ankh ka ansoo ho tum
Pehli pehli barishon main miti ki kushboo ho tum
Gaon main tum chaoon thanday pair ki tamseel ho
Gahree Gahree roshni main sham ka pahlo ho tum
Hijraton kay dor main ho wapsi ki arzoo
wapsi ki arzoo main shoq-e-bayqaboo ho tum
Tum prindon ki duaoon main bashrat khair ki
yah sakot-e-sham main ik roshni harso ho tum
Sahmi sahmi arzoo ko bay khatar tum nay kaha
Tahray tahray badlon main baq-e-khanda ro ho tum Updated: 19/12/2006 |
Khud ro paray Send This SMS Free on Mobile
Hazar tukray kar kay meray dil kay magar
Khud ro paray har tukray par apna nam dekh kar Updated: 19/12/2006 |
Dil wo anso Send This SMS Free on Mobile
Koi hasrat bhi nahi koi tamna bhi nahi
Dil wo anso jo kisi ankh say chalka bhi nahi Updated: 19/12/2006 |
waqt nahi milta Send This SMS Free on Mobile
Kalam uthayi hai lafs nahi milta,jisko dhoond rahain hain vo shaks nahi milta,phirte hain vo zamaane ki talash mein,bus hamaray liye unhe waqt nahi milta>>>> Updated: 18/12/2006 |
reh rehkar teri yaad aaye Send This SMS Free on Mobile
reh rehkar teri yaad aaye to kya kare, tumhari yaad dil se na jaye to kya
kare, socha tha khwab me mulakaat hogi aapse, isi khushi me neend na aaye to
kya kare!!!!!!!!!!!!! Updated: 18/12/2006 |
Mohabbat karni ho to apne aap se kar Send This SMS Free on Mobile
Kasme tooti ham khamosh rahe,
Waade toote to dil ghabra utha,
Bikhare khwabon ne tadap badai,
Aapse to mili hame bewafai,
Par is dil ne ki hamse wafai,
Dil ka manjar jaahir na kiya,
Hothon ne kasme nibhaye na gila na shikwa kiya,
Tab paak rooh ne tanha dil ko samjhaya beizzat na Kar apni wafa is kadar mere yaar,
Mohabbat karni ho to apne aap se kar. Updated: 18/12/2006 |
milny k zamany Send This SMS Free on Mobile
milny k zamany ja chucky hain jana.mohaboton ki aik aur dasttan adhoree rahi,tm sa hm aur hm sa tm bitcher chucky ho jana.har baar hm loat aye uss taweel mussatfat sa jis par chalty chaty zamany beet gay jana.wo jo tm sa wada wafa ho na saka aur hm yeh samjhy k tm badal gay jana.thora sa bharam rakh laina hamari khamosh
mohabat ka,iss ass pai shaiad hm bhi jee lain aik aur barss jana.khamosh ku ho kuch kehty kun nahi k abb to hm bhi chup rah kar thak sa geay jana................................
Updated: 16/12/2006 |
qadam qadam pe Send This SMS Free on Mobile
Qadam qadam pe hawa ke dastak ka deyan rakhna; mushkil same mein bhe dosti ko yaad rakhna hamary yadoon ke khushboo zaroor aigi bus tum apni nak ko saf rakhna Updated: 15/12/2006 |
|
Urdu Shairy sms
|
|
Total:
117 | Displaying: 101 - 117 | Pages: << 1 2 3 4 5 6 |
|
|